Teri tasweer meri aankhon mein baasi kyon hain,
Jidhar dekhon udhar tu hei tu kyon hain,
Meri bahoon ko tera intezar kyon hain,
Anjaam-e-mohabbat maloom tha mujhe,
Phir bhi ye beqarari ye mohabbat kyon hain.
Kareeb aakar hum dono dur itne kyon ho gaye
Pal bhar mein hi sapne tut ke kyon tinko mein bikhar gaye
Teri maujidgi ke ehsaas to ab tanhayion mein hota hai
Jab bhingi palkein tumhare chale jaane ka ehsaas dila jaati hai
Apne dard ko alfazon mein dhalne ki ab humari halat na rahi
Unse kya shiqayat karte humari kabhi aisi adapt hi na rahi
Log puchte hain ab lavon pe humari pehle jaise hansi na rahi?
Ye duniya ko hum samjha to sakte hain apni bebaaki se
Par hum apne iss dil ko kaise samhajyein? "aap humari na rahi"
Dagamate hai kadam aankhein yun hi ho jaati hai nam
Barbas hi main ruk jaaya karta hon chalke do kadam
Zamaane wale ab humein paagal samajh ne lage hain
Koi ye na samjhe asar hai ye teri bewafayee ka, o-bewafaa sanam
Humne bhi kisi se pyar kiya tha
Thoda nahi beshumar kiya tha,
Hamari toh duniya hi ujad gayi
jab usne kaha,
"Arey pagle maine to sirf mazaak kiya tha"
Zindagi ki ulzano mein ulajhta raha
Bas uske pyar ke liye hurdum tarasta raha
Jaanta tha woh shyad hi kabhi mujhe haasil hogi
Phir bhi jhute dilase se dil bahlata raha
Socha tha kabhi to waqt mere saath hoga
Par who bhi ret ki tarah mere haath se fisalta raha
Shayad,
Khuda ko ye bhi na manzor tha aankho mein kaid karoon uske aks ko
Isliye to har lamha paani ki tarah meri aankon se behta raha
Koi baitha tha tanha ek andhere kone mein...
Ek ajeeb si dastan thi uske rone mein...
Maine usse pucha kyo bhai ishq ka hai sataya??:
Usne kaha tumko kisne bataya!!!!
Maine kaha Ishq or mushq chupaye nai chupte....
Ankho se ye ansoo roke nai rukte...
Usne kaha tumko hai kaise is bat ka ehsas??
Maine kaha kissi kissi ko hoti hai ye bimari khas...
unhi mein se mai bhi hun ek halat ka mara----
Jiska na hai koi apna na hai koi sahara...
Fir bhi jiye ja raha hun...
Gam ka jo pyala mila hai use piye ja raha hun??
Usne kaha ab m kya karu??? jiyun ya maru...
Maine kaha ab kaunsa too zinda hai bina pankho ka parinda hai...
Mar kar in wadiyon mein kahin gum ho jayega....
raha zinda to auron ko bhi is bimari se bachayega::
Is ishq mein hamne apni chain or khushi hai khoi,
sabse kehte hain bhaiya ishq na karna koi,Ishq na karna koi......
Pal pal yaad karta hoon tujhko
Par khabar nahin hai tujhko
Har chehre main dhoondta hoon tujhko
Par tu aapna didar karate hai kisi aur ko
Iqraar hai mujhe, pyar karta hoon tujhko
Yakeen tha tu sirf milegi mujhko
Par gale lagaya tune kisi aur ko
Tuta mera khwab, chot lagi mujhko
Phir bhi pyar karta hoon main tuhko
Apne dil ki baat hum unse keh nahi sakte,
Bin Kahe bhi jee nahi sakte,
Ae khuda aisi taqdeer bana, woh humse khud aaker kahe
"HUM AAPKE BINA REH NAHI SAKTE"
wo saksh jise har kisi ne thukraeya hai,
bs aansuo ne gale lagaeya hai.
kisi aur se keya sikwa kare dost,
hume to apno ne rulaeya hai.
Hum teri duniya aur tumhe chod jaaenge,
jab hum na honge to bohut yaad aaenge.
tum lakh chupana zamaane se a sanam,
aansu ban ke teri aankh se beh jaenge.

No comments:
Post a Comment